Song: Dhyan De - Aarambh
Year: 2021
Viewed: 47 - Published at: 9 years ago

Bhai samay ke pahiye ne bunaa Aisa Jaal
Jismein fste chala Gaya mere hue Bure haal
Man ke andar aaye ese bahut se khyal
Jinhe sochkar pareshan aur main Sambhal nahin Paya khud Ko
Voh kahate Hain Jhuko unke saamne
Lekin main Na jhuka bhai dhyan dw
Koi kuchh bhi kahega mat Dhyan de
Koi kuchh bhi kahega tu kuchh nahin Sahega rab sath hai
Rab sath hi to bola beta sath Hai
Vishwas nahin rakhega kon sath hai
Tere zindagi m kese bhi halat hai
Chahe kitne bhi bure tere haal mere bhai
Na chhodna bharosa aur na sacchai
Saath nhi chhodegi bhai teri parchai
Aur tune hi to tere sarе dost hai gawaye
Chahe kitne bhi aayе tere sath bure Saye
Tu bhai bhav khae unhen Muh na lagae
Samundar se gehra apni soch rakhna tu halka bojh rakhna
Jinhone taane sunaeye tujhe, sab kuchh pata Hai voh kuchh nahin jante
Mante kuchh nahin soche sab hai jante
Nalayak soche tujhe faltu Dante
Tu kabhi kuchh Banega to bole hamesha sath the
Hamesha sath the ×2
Hamesha sath the hamesha sath the
Jab jarurat thi pahle nahin to bad the
Bhulna mat tu yah sari baten din acche jaate aur bure bhi aate
Bure Dinon ke liye ho ja tu abhi se taiyar
Meri baten man agar tu hai samajhdar
Aane Wale time mein Na koi Tera yaar
Tu khud Tera yaar aur tera parivar
Parivar nahin chodega beta kabhi Tera hath
Dost kuchh chhut jaate kuchh hote sath
Jo Aaj sath de rahe voh kal nahin the sath
Khud hi bada Banna Abhi to Hai shuruaat
Yeah!

Aarambh
Abhinav Bhatt

( Abhinav Bhatt )
www.ChordsAZ.com

TAGS :