Verse1:
Zamane mai zehar phela hai
Beemari hai ye ya hai tosh
Mera tu shehar jala hai
Kese mai rahoon khamosh?
Masoomon ka khoon baha hai
Dushman hai ye na k dost
Mera tu qalam chala hai
Jazba hai ye ya hai josh
Hosh se kaam le tu teri khata kya?
Zor se naam le tu mere GAZA ka
Tu soch ke saamnay he tere wajah kya
Khamosh reh ke tu banega gawah kya?
Tu bol hoa kya, Dekha na tune?
Hilti zamee'n ne giraya na tumhe?
Masnooi khabar hai ke waakif hai tu
Gar tootay dilon ne jagaya na tumhe
Tujko pukaray hain cheekhon maaon ki
Gardan ke katnay ki seekhen bachon ki
Khamosh hai tu jese dunia khamosh
Sune na pukar Palestinion ki
Ujrda hai ghar, tabbah hai makaan
Tardap rahi beti rehaishion ki
Ghaulay kaleja ye andar se seenay mai
Mai hoon awaz Palestinion ki !!!
Chorus:
"Dunia khamosh
Dunia khamosh hai kiun?
Dunia khamosh
TU BAN AWAZ Palestinion ki" x2
Verse 2:
Ye kesi hai jung
Mulzim ko samajhta zamana mazloom
Dhamakon se tang
Masoom se bachon ki laashon pe khoon
Akhen hain band
Duniavi nizaamon ke wazay hain bhand
Darvazay hain band
Mulzim ne phelaya idaaron mai gand
Iraadon ka pakka hai Momin, vo janay na
Lagta hai Momin ko samjhe vo kabil na
Shor utha hai bomb bazi ka shehron mai
Difa karega HAMAS kya baaghi na?
Ye kesi hai jung?
Ye masjid ka hissa koi medaan e jung nahi
Ye kitno ki jung?
Ye mard e mujaahid bhi jazbay mai kam nahi
Brisbane protest karen yaar mere
Donations bhejen GAZA credit cards mere
Tu chahay ke aalmi satta pe
Awaz uthain na waar tere?
Zulm o sittam sar e aam
Bichi hain laashen Palestinion ki
Dunia khamosh
Qadar na kisi ko insaani jaano ki kya?
Chorus:
"Dunia khamosh
Dunia khamosh hai kiun?
Dunia khamosh
TU BAN AWAZ Palestinion ki" x2
Zamane mai zehar phela hai
Beemari hai ye ya hai tosh
Mera tu shehar jala hai
Kese mai rahoon khamosh?
Masoomon ka khoon baha hai
Dushman hai ye na k dost
Mera tu qalam chala hai
Jazba hai ye ya hai josh
Hosh se kaam le tu teri khata kya?
Zor se naam le tu mere GAZA ka
Tu soch ke saamnay he tere wajah kya
Khamosh reh ke tu banega gawah kya?
Tu bol hoa kya, Dekha na tune?
Hilti zamee'n ne giraya na tumhe?
Masnooi khabar hai ke waakif hai tu
Gar tootay dilon ne jagaya na tumhe
Tujko pukaray hain cheekhon maaon ki
Gardan ke katnay ki seekhen bachon ki
Khamosh hai tu jese dunia khamosh
Sune na pukar Palestinion ki
Ujrda hai ghar, tabbah hai makaan
Tardap rahi beti rehaishion ki
Ghaulay kaleja ye andar se seenay mai
Mai hoon awaz Palestinion ki !!!
Chorus:
"Dunia khamosh
Dunia khamosh hai kiun?
Dunia khamosh
TU BAN AWAZ Palestinion ki" x2
Verse 2:
Ye kesi hai jung
Mulzim ko samajhta zamana mazloom
Dhamakon se tang
Masoom se bachon ki laashon pe khoon
Akhen hain band
Duniavi nizaamon ke wazay hain bhand
Darvazay hain band
Mulzim ne phelaya idaaron mai gand
Iraadon ka pakka hai Momin, vo janay na
Lagta hai Momin ko samjhe vo kabil na
Shor utha hai bomb bazi ka shehron mai
Difa karega HAMAS kya baaghi na?
Ye kesi hai jung?
Ye masjid ka hissa koi medaan e jung nahi
Ye kitno ki jung?
Ye mard e mujaahid bhi jazbay mai kam nahi
Brisbane protest karen yaar mere
Donations bhejen GAZA credit cards mere
Tu chahay ke aalmi satta pe
Awaz uthain na waar tere?
Zulm o sittam sar e aam
Bichi hain laashen Palestinion ki
Dunia khamosh
Qadar na kisi ko insaani jaano ki kya?
Chorus:
"Dunia khamosh
Dunia khamosh hai kiun?
Dunia khamosh
TU BAN AWAZ Palestinion ki" x2
( Hamza Khan Swati )
www.ChordsAZ.com