Song: MASHOOR
Artist:  Ekatra
Year: 2021
Viewed: 55 - Published at: 2 years ago

[INTRO]

Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Londe bhokte aaj ni
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Jangg lage kaagzi
Marti aawaaz ni

[VERSE: EKATRA]

Main betha jaha waha, roll bane
Roll kare sleeves meri do jane
Bohat tane khade poori shot gun hain
Shawty ka raaz jaan le wo teri sautan hain
Often hai, Yo-one hain, loshan hai
Coffin hain, komal hai
Local hai, cotton hai, koshal hai, condom hain
Jo bhi hain bohat kam hai
Mausam hai
Boss hum hain
Mokash hum hain
Costume mein betha tu kyu josh mein
Rosh mein
Teri zulfo mein kho chuke
Dho chuke
Ye daag in zakhmo pe ro chuke
To chuke, chor chuke tujhе
Jab they hosh mein
Madhosh mein
Har shaam mеin dooba hu scotch mein
Har waqt mein dooba hu soch mein
Now watch me
Poori foj mein
Tujhe bech du, mein thok mein
Bechook mein, bandook mein
Baja thooth pe, wajah poochte
Hum rushth they, hum khush they
De du jaan main teri ek look pe
Tere khaab mein toota hoon ishq mein
Tere maathe pe Q aayi shiqne
Maa sick main
[Chorus]

Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Londe bhokte aaj ni
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Jangg lage kaagzi
Marti aawaaz ni

Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Londe bhokte aaj ni
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Jangg lage kaagzi
Marti aawaaz ni

[VERSE: AT]

Marti ye jaat ni
Hote hain paida leke ise
Khoon me kisi school me karte eijaat ni
Ye kahe inhe raas ni
Na ijjat na shorat phir choti si baaton pe kahasuni
Maine bhi khansuni
Bas kehne ko yaar ye ginti me aate kuch khaas ni
Baith ke neeche ek chat ke sath me kabhi na saans li
Tabhi rakhu faasle
Inki shakal na dekhu ye feku se lagte hain aalsi
Kuch karne ki soch me baithe baithe mare deenge or bole they're proud of me
Or bane phir sher
Kare bina share inki story pe daalu m ghaas ni
Daalu main ghaas ni
(daalu main ghaas ni)

Yeh baatein jo kari inki samajh se pare (yeah)
Aajkal ke ye londe inki peeth pe par hain (haan)
Ye najuk se ful hain
Ye bhule usul hain
Aasmaan me uden or manjhe ko chule (yeah)

Manjhe ko chule

Kate phir ghach see
Kate phir ghach see
Kate phir ghach see
Kate phir ghach see (aye)

[Chorus]

Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Londe bhokte aaj ni
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Jangg lage kaagzi
Marti aawaaz ni
Hoke mashoor main ghoomu is sehar mein
Londe bhokte aaj ni
Aaj bhi aakhe ye raato mein soye na
Aaj bhi dolat hai shayari
Likhta hu kagaz pe main apni shohrat ye
Jee lunga marne ke baad bhi
Khush hu main ladne ke baad bhi
Jangg lage kaagzi
Marti aawaaz ni

( Ekatra )
www.ChordsAZ.com

TAGS :