Pehele tujhe jaane bina pyar karte bohot
Ab tujhe jaan liya phir pyar karne me khauf
Kyu yeh hua
Hoon tujhse kaafi door
Par Na Khafa
Yeh kaisa hai fitoor mera
Ke hoke tujhse door, Main Na Khafa
Aur kal ki hi baat hai
Aakhon me tere hogaye gumm
Kab hua andhera kuch nahi pata
Jab sath hoti ho tum
Tu woh wala nasha jahan mai sabse zyda hosh me hoon
Tu rehti hai mann me mere jaise rehti ho yeh dhun
Ab bata kahan jaye leke tere ishq ke darze ko
Kaise chukaegi tu iss khoye dil ke karze ko
Sirf pyar nahi kaafi jo izzat kе bhi tarse ho
Par raah bhi na mile agar tum pyar me bhatkе ho

(intense vocals)
Khaali dewar jis par chera tera (Tera)
Par khaali yeh dil bhi jisme ghaav hai gehra (Gehra)
Khaamoshiyon me kyu rehne lage hum (Hum)
Tarrefon se zyada kyu alvida mai kehra
Ab tu mere pyar me hai toh na bhi mein kaise kahu
Yeh faaslo mein hi maza toh sath me kaise rahu
Yeh kaisa hai rishta jahan hum muskurana bhi bhool gaye
Hum mile tab dard hi badha hai, aur mein kitna sahu
Kabhi dekhna khudko meri aakhon se jab hum dono kaafi anjaan the
Aur ab dekhna khudko samajegi ki kyu hum na pyar me na maante
Inn dooriyon ke bheetar bhi iss dard ke kaafi saare nishaan the
Par sirf maine kyu dekhe inn saari cheezo ke hone waale anjaam yeh

( SwarGam )
www.ChordsAZ.com