(Verse 1)
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
Toofaano mein rehkar
Dhoondha maine kinaara
Aansuon ko peekar
Laage saara jag khaara
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
(Verse 2)
Aankhon mein kabse andhiyara ghana hai
Chalte chalte kitna hun thakaa main
Thoda sukoon ab mujhe laazim hai naa
Maa teri god mujhe munasib hai hai naa
Oo Maa... Oo Maa
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
Toofaano mein rehkar
Dhoondha maine kinaara
Aansuon ko peekar
Laage saara jag khaara
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
Toofaano mein rehkar
Dhoondha maine kinaara
Aansuon ko peekar
Laage saara jag khaara
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
(Verse 2)
Aankhon mein kabse andhiyara ghana hai
Chalte chalte kitna hun thakaa main
Thoda sukoon ab mujhe laazim hai naa
Maa teri god mujhe munasib hai hai naa
Oo Maa... Oo Maa
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
Toofaano mein rehkar
Dhoondha maine kinaara
Aansuon ko peekar
Laage saara jag khaara
Loori suna aa na Maa
Aansuon mein main beh chala
( Kratu Bhatt )
www.ChordsAZ.com