Song: Qayamat
Year: 2020
Viewed: 58 - Published at: 4 years ago

[intro]

Kari shuruwaat thi qayamat ki raat ki
Likh diya tha parcha chalega na kharcha
Bohot purani baat khatam hogi duniya aaj
2012 ya fir march 11 haar gya insaan ek baar dobaara

[verse 1]

Kahi pe ice age ki charcha
Kahi pe bhukmari ka parchaar
Dekho kahe khud ko galti ka putla
Or mange ye maafi khuda se bhai har baar
Qaiynaat bhai chuki bimaari se
Kuchon ke liye zindagi begaani hai
Jaha bhi nazar jaye nazar aye
Ankh dikhaye yaa khuda tabahi hai tabahi hai
Do mazhab ek doosre se tang hai
Kyi mulko ko aatankwaad pasand hai
Jaat-paat ko mitana bhi hatana
Lekin fir bhi rakhna ise sang hai
Pehle chin ab duniya bimaar hai
Biwi ka raat ko "KARONA" ka bukhaar hai
Ghar mein raho ghar pe khao ghar pe soo
Kuch gawaro ko batana ye sab bekaar hai
[verse 2]

Insaaniyat shabd hai delete karte treat
Karke beat saare dheet ye galeech mere neech
Puchoge to kahenge ki "MEKO NI PATA"
Kyuki ye pehli bowl sixer jhoot mein bhi sweet
Ek ne kiya to puri qaum ko gaali
Inki nazar mein vo anpad mavaali
Peeth peeche bante hero samne ladne ko bolo
To ye naak mein pehen lete hai baali.......
Dhua dhua itna dhua naa koi rok
Greenland ke dehe gye ice rock
Odd - even to chalaya bohot samjhaya
Par gawaya na hatpaya smoge smoge ka prakop
Qayamat ka din aan kya mein kahu
Zimedaar ham khud fir maafi kyu maangu?
Galti ki hai jhelo ek doosre ko naa pelo
Maine kya kiya? maaf krna mai to chalu

( KillerKtherapper )
www.ChordsAZ.com

TAGS :