Mai aur tum
Aur na koi chahiye
Dastak di dil pe tere
Kabhi to bula ke baithaiye
Uljhe sawaalo ke seedhe jawaab hai
Toh phir kyu hai waqt adhoora
Thoda sa tu de de, thoda sa mai de du
Kardein isey aa poora
Mujhko basa le
Khudme tu aise
Bhula na sake yeh
Duniya jahaan
Qaid me teri
Meri khushi hai
Mujhko na kar tu rihaa
Woh ho ho...
Kitni kari minnatein
Kitne sahe the sitam
Tab ja ke paaya hai tujhe
Aise kaise jaane de hum
Humko lage na kisi ki nazar
Kho na jaye tu kahin bhi kidhar
Manzil hai jaani pehchani si
Par anjaani hai ye dagar
Shiqwe bhi honge, gile bhi to honge
Behes bhi na hogi kum
Par na rahe hai, na reh sakenge
Tere bina humdum
Mujhko basa le
Khudme tu aise
Bhula na sake yeh
Duniya jahaan
Qaid me teri
Meri khushi hai
Mujhko na kar tu rihaa
Woh ho ho...
Woh ho ho...
Aur na koi chahiye
Dastak di dil pe tere
Kabhi to bula ke baithaiye
Uljhe sawaalo ke seedhe jawaab hai
Toh phir kyu hai waqt adhoora
Thoda sa tu de de, thoda sa mai de du
Kardein isey aa poora
Mujhko basa le
Khudme tu aise
Bhula na sake yeh
Duniya jahaan
Qaid me teri
Meri khushi hai
Mujhko na kar tu rihaa
Woh ho ho...
Kitni kari minnatein
Kitne sahe the sitam
Tab ja ke paaya hai tujhe
Aise kaise jaane de hum
Humko lage na kisi ki nazar
Kho na jaye tu kahin bhi kidhar
Manzil hai jaani pehchani si
Par anjaani hai ye dagar
Shiqwe bhi honge, gile bhi to honge
Behes bhi na hogi kum
Par na rahe hai, na reh sakenge
Tere bina humdum
Mujhko basa le
Khudme tu aise
Bhula na sake yeh
Duniya jahaan
Qaid me teri
Meri khushi hai
Mujhko na kar tu rihaa
Woh ho ho...
Woh ho ho...
( Abhijeet Mishra )
www.ChordsAZ.com