Har taraf andhera dikhe roshni kaha he
Sab hein mere sath phir tu gayi kaha he
Bol ke gayi thi wapis zarur lotu gi
Ab tu dikhe nahi bas teri yaad hi yaha he
Mein phir bhi hasu ab udaas bhi kya hona
Us bewafa ki yaad mein ab raato ko kya rona
Mein sochta hu likhna choru aaj tere baare
Par ye Qalam khud chal jaata
Ab kon ise sambhaale
Dard-e-dil ki jung bhi hein hum haar chuke
Ek tu nahi mili to khuwahishaat ko bhi maar chuke
Mere badalne pe hansta he ab zamaana
Tere kehne pe dekh hum khudko kitna sudhaar chuke
Puchen log bhi Satti tera kya haal he
Mein hans ke bol deta yaha sab khushhaal he
Ab ise himat samajh ya phir mera sabar
Par jaan le ke tere baghair Satti bekaar he
Chorus:
Us ki yaado mein reh gya
Meri raatein ruthi meri shaamein hein udaas
Mein likhna chahu jab bhi
Likh bhi na pau
Mera qalam bhi mujh se naraaz
Verse 2:
Mein tere baad athru buhawa subah shaam
Dubda tar jawa mile dil nu araam
Tera diwana taane de zamaana saara menu
Dil e nadaan bewakuf lenda tera naam
Haje vi pyaar karaan tenu mein tera ghulaam
Zamaane jale chala kare menu badnaam
Ghutda dam lokan ch manga mein mot rabba
Mein tera naam le ke piwaan ae ghuma da jaam
Chale qalam tere te likhaan mein subah shaam
Guzaari ghum-e-shab le ke tera naam
Chale qalam tere te likhaan mein subah shaam
Guzaari ghum-e-shab le ke tera naam
Bridge:
Wafa e waada to he waada e dagar nahi
Wo mujh se ruthi to he lekin is qadar nahi
Na jaane kyu mein umeed mein betha hu
Ek aesi raah pe jaha se uska koi guzar nahi
Kyun mera dil ab shaad ni he
Kyun ye khaamosh he ab karne ko koi baat ni he
Log sun ke mere gaane ab ye bolte hein
Ke SATTI tere mein wo pehle wali baat ni he

( Amish Satti )
www.ChordsAZ.com