Artist: Pardhaan
Lyrics of Artist: Pardhaan
  1. [Lyric] Adam Aur Eve (Pardhaan)

    [Verse 1] Sochne ki baat hai Mera vartmaan kya hai Parchieya pardhaan mera asli naam Kya hai Madad karun ya mangu Asmanjas mein hoon Samajhdari mere liye y Ye kaam naya hai Phir bhi ab yahi karunga Chhod ke laaparwahi Ye neend bigaad deti Sab kuch kha-makha hi Maine toh haan mein haan hi Milayi thi sab ki Lekin mere apno ne hi di Mere khilaaf...Learn More
    rapPardhaan
  2. [Lyric] Meri Baari Hai (Pardhaan)

    [Verse 1] Duniya gol hai aaj maine maan liya Wahi par pohncha hoon Jahan se start kiya Tha jhujaru ab main haar gaya Itne dino ka sangharsh barbaad gaya Aan! Main aapa kho raha hoon Jagta hoon kam Zyada so raha hoon Kayarta ki charm seema paar Logon ko chup karata tha Aaj khud main ro raha hoon Gumnaami ka andhera behtar hai Likhna nahi faida...Learn More
    rapPardhaan