Thoda sa jazz, thoda rap
Feel like royalty
Flex karo cash, encash karu mein royalties
Game me mein change laata
Fuck your monotony
Ye woke rappers broke
Mein bolu ye dichotomy
Honestly
Mujhe na koi tension bro
Mein karta roz yaha grow
Jaise budhhe ki koi pension ho
And that’s intentional
Jo baatein kabhi na karte
Wo hi mein karta
Aisa tareeka se jo na conventional
Ye sabki soch dekho band yaha cage mein
Hai 5-6 dost jo khele COD rage mein
Tabhi baje jaake seedha KOD kaan mein
Aur mein ek ghanta gaayab
Likhu POV page pe
Yaha jaan pehchaane waale jaante kaha hai Saare chaand pe daag jo dekhe wo bhi toh khafa hai
Na maangta mein taareefein
Bas maangta mein hu mauka ek
Naa jame baat meri
Yaa fir tumhe chauka de
Meri na boundries
Mein failta rehta
Karne haath mere gande agar mail hai paisa
Sunnta kendrick full volume pe padhta Faiz haan
Deta bars aur ehsaas, wo toh mera faisla
Haan, Kya galat kya sahi?
Vahi baat karunga jo tu kabhi karega nahi
Haan, Kya galat kya sahi?
Vahi baat karunga jo tu kabhi karega nahi
Khule windows
Here to make a power point
Karne aaya mein bhi excel
Never disappoint
Karu mein bigger picture paint
Dikhe mooh pe tere har baar
Lagatar
404 gavaar!
Soche saare kaise bars ke saath azaad mein
Kyu ki mein aata nai hu baaton ke fascade mein
Kabhi na bikta ummeedon ke ye bazaar mein
Tabhi toh khada hu akela iss qatar mein
Tabhi toh lagta thoda sa dar
Ki bada banne ka na mujh mein toh na sabar
Ke iss ghaai mein
Na khodu khudko
Aur mein khodu khudse yaha khudki hi kabar
Ye likhne ka shauk kabhi jaata nai
Naa maangu raay zyaada
Raita failaata nai
Kuchh cheezein aisi hai jo bolu na logo ko par mein wo hi saare baatein toh gaano mein bol paata sahi

( Yashraj, Dropped Out )
www.ChordsAZ.com